Sunday, August 24, 2008

Adbhut Lila

Dear reader,

Happy Janmashtami to all!

~ Souvik


o maiyyā morī, maiń nahiń mākhan khāyo

(1)

bhor bhayo gaiyana ke pāche

(tune) madhubana mohi paṭhāyo

cara prahara vaḿśī vata bhaṭakyo

sāñjha pade ghara āyo

(maiyyā, maiń kab mākhan khāyo)

(2)

maiń bālaka vahi yan ko choṭo choṭo

yeh chīko vidhī pāyo

yeh gvāla bāla sab bair pade haiń

bar-bas mukha lapaṭāyo

(3)

yeh le apani lakuṭa kambalīya

bahuta hī nāca nacāyo

jiye tere kuch bheda upaj hai

tuhe mohe jāñyo, parayo jāñyo

sūra dāsa tab hasī yaśodā

le ura kaṇṭha lagāyo

(naina nīra bharī āyo)

(te nahin mākhan khāyo)




No comments: