Tuesday, August 08, 2006

Amar Prem



"hai aankh woh jo shyam ka darshan kiya karey I

hai sheesh jo prabhu charan mein bandan kiya karey II

bekar woh mukh hai jo rahey byarth batayo mein I

mukh woh hai jo hari naam ka sumiran kiya karey II

hirey moti sey nahi shobha hai haath ki I

hai haath jo bhagwan ka pujan kiya karey II

mar kar bhi amar naam hai us jeev ka jag mein I

prabhu prem mein balidan jo jeevan kiya karey II"

~ Sung by Pankaj Udas

No comments: