Moko Kahan Dhundhere Bande Mein To Tere Paas Mein
Na Teerath Mein, Na Moorat Mein Na Ekant Niwas Mein
Na Mandir Mein, Na Masjid Mein Na Kabe Kailas Mein
Mein To Tere Paas Mein Bande
Mein To Tere Paas Mein
Na Mein Jap Mein, Na Mein Tap Mein
Na Mein Barat Upaas Mein
Na Mein Kiriya Karm Mein Rehta
Nahin Jog Sanyas Mein
Nahin Pran Mein Nahin Pind Mein
Na Brahmand Akas Mein
Na Mein Prakuti Prawar Gufa Mein
Nahin Swasan Ki Swans Mein
Khoji Hoye Turat Mil Jaoon Ik Pal Ki Talas Mein
Kahet Kabir Suno Bhai Sadho Mein To Hun Viswas Mein
Translation
Where do you search me?I am with you
Not in pilgrimage, nor in icons
Neither in solitudesNot in temples, nor in mosques
Neither in Kaba nor in KailashI am with you o man
I am with you
Not in prayers, nor in meditation
Neither in fasting
Not in yogic exercises
Neither in renunciation
Neither in the vital force nor in the body Not even in the ethereal space
Neither in the womb of Nature
Not in the breath of the breath
Seek earnestly and discoverIn but a moment of search
Says Kabir, Listen with care
Where your faith is, I am there.
This is one of best poems I ever read. This one poem describes God in the best possible way, this poem makes God a very personal God, a God who is in the belief of the devotee.
Enjoy this poem and feel Sant Kabir's depth of realization.
~Souvik